Yaad aati hai jab unki yaaro to
Ek sher ban jata hai,
Waise to hamko yaaro
Likhna bhi kahaa aata hai.
Yaad karta hu Jub Tumhai
I-Miss-You Always sms
Jab Aapka Naam Juban Par Aata Hai,
Pata Nahi Dil Kyo Muskurata Hai.
Tasalli Hoti Hai Mann Ko Koi To Hai Apna
Jo Haste Hue Har Waqt Yaad Aata Hai …
Incoming search sms:
Dosti ne diya SAKOON
Teri Dosti ne diya SAKOON itna Ke tere baad koi ACHA na lagey Tujhe karni hai BEWAFAI to is ada se kar Ke tere baad koi BEWAFA na lagey.
Haseen khawab choor ho gye
Dil ky kareeb aa kar wo door ho gy, Sary haseen khawab choor ho gy, hum wafa nibha ker badnam huwe, Aur Wo bewafai kar ky b mashoor ho gy.
Apna banana chaha usko
Mohabbat ki saza bemisaal di usne, udas rehne ki adat daal di usne, maine jab bi apna banana chaha usko, bato bato me taal di usne
pani me bhi agg lag
Aaj ham unko be bafa bata kar aye he, unke sare khaton ko pani me baha kar aye he, koi nikal kar pad n le, isliye pani me bhi ag lag aye
Pyar kahti hai duniya jise
Ek pal mein jo aakar gujar jaaye yeh hawa ka woh jhoka hai,aur kuch nahi Pyar kahti hai duniya jise, ek rangeen dhokha hai,aur kuch nahi
Incoming search sms:
Nibhana bhool jate hain
Wada to ker lete hain Nibhana bhool jate hain Lagaaa kar aaag seene main Bujhana bhool jate hain
Chirag Dekhkar Humari
Tumne Bhi Rangoli Sajayi Hogi Matwaali Diwaali Manayi Hogi Bujha Hua Chirag Dekhkar Humari Yaad to Aayi Hogi
Incoming search sms:
Putther dil wale ho tum
Sheeshe ke gharon main dekho to Putther dil wale buste hain Jo pyar ko khail samajhte hain Aur tor ke dil ko haste hain



Posted in
Tags:

