Chandani ne
Kaha ke tu pyar kar..
Shama ne kaha
aankhen char kar..
Gori ko cheda to
boli muskarakar..
Abhi tu nadaan hai
kuch intezar kar..!
Abhi tu nadaan hai
Main bahut door tak yunhi
Ajnabi shaher k ajnabi raste ,
Meri tanhai par muskuratey rahe ,
Main bahut door tak yunhi chalta raha ,
Tum bahut der tak yaad aatey rahe.



Posted in
Tags:

